Thursday, April 3, 2008

Howla!!! (Read if u r 18+)

In Hyderabad we have our own little Johnny. His name is Howla. His father is ambitious to educate Howla.

Howla goes to school in Tappa Chabutra. Its principal was educated in Urdu high school and claims that he passed tenth class!

There is a school inspection the next day and the conversation is as follows:


Teacher - Kal inispector ayinga. Kochanaa (questions) puchinga. Sab achaa padkey aau. Koi galath answer deengaa naa tho main uske pairaan thodtoom.

Howla - Iski maakki kirkiri. Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya kochanaa puchta kathey?

Teacher - Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera moo khola to gaaliaan nikaltey. Tereku main absent nai daalthaum. Ghar pe baithkey gotiyaan khel. Tu school aayingaa to inispector ke saamney mere izzat ki biryaani karke khaaingaa tu.

So our Howla is excited, goes home and tells his father that he is not going to school the next day.


Father - Yeah kyaa hai… ischool hai paan ka dabba hai? Gaand pe maartaun saale tu ischool nai gaya to.

Howla - Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolke.

Father - Usku akkal hai? Begum suno! Howla ischool nai jayinga kathey kal. Agar iney ischool nai gaya to kaise padhinga? Howla, agar tu kal ischool nahin gaya naa, tere haathan pairaan thod daaltaum.

So Howla cries and finally agrees to go to school. Next day in school, Teacher is very upset to see Howla back:


Teacher - Arey teri maakki. Nakko aao bole to bhi kaiko aaya re ?

Howla - Mera bava gaand phodtum bola ischool nai gaya to.

Teacher - offo?! Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith aur inispector aya to chchup jaa. Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa meri noukri lag jayingi.

So Howla goes to sit in the last bench hiding behind a tall guy. Inspector comes for the visit.


Inspector - Adaab.

Teacher - Adaab saab. Bachen acha padrain saab. Kochchanaa puchey to answeraan yun bolte.

Inspector - Abaa? Offo! Ithney kilever hai aapke bachchey? Achchaa, ek bahuth easy sawaal - Hamarey body mein sab se nazook cheez kaun si hai?

Teacher - Arey Imtiyaz tu bata rey!

Imtiyaz - Saab, Khaleja saab.

Inspector - Aisa! ..... woh kyun?

Imtiyaz - Saab, khaleja hai to sab kuch hota. Agar woh gaya naa, kuch bhi nahin hota saab.

Inspector - Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi?

Teacher - Arey Akram, tu bata re.

Akram - Saab bheja saab. Bhejey ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin rehta saab. Haathaan pairaan kaam nai karthey, iscooter ku kick bhi nai maar sakthey saab.

Inspector - Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke jaiseich answeraan bolrai naa!!

In the meantime Howla is trying very hard to hide but Inspector sees him. He thinks Howla is hiding because he does not know the answer.


Inspector - Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka naam kya hai?

Teacher - kaun saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku dikhaa re tu) Woh Howla hai saab.

Inspector - Howla? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai naamaan! Howla, woh lambu ke peechchey kaiku chchup raa tu?

Howla - Saab main moo khola to teacher maaringi saab.

Inspector - Tereku yaa mereku??

Teacher - Arey kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye potta ekdam badmaash hai saab, jhoot bolraa. Abey Howla, answer maloom hain to bol nai tho khaamoosh baith jaa mere baap tere pau padthaum.

Howla - Saab sabse nazook cheez apne body mein Gaand hai saab.

Teacher - Allah!! Iney moo khola meri gaand lag gayi re!!!

Inspector - Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney aisaich baathaan karthey! Yeich sikhaaye tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan kaa answer hai re?

Howla - Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai. Kaiku boletho ... wahaan pe dilli mein baamb phata ... Yahan Hydrabad mein apni gaand phat thi ... Yahaan old city mein gadbadaan shuru hothey ... wahaan new city mein sabki gaand phat thi… Uttaa kaiku saab, main yeh answer bolraun naa, mere teacher ki gaand phatri dekho!!!!


Short-Termism - Focus on Today at the cost of Tomorrow

"Strategies don't come out of a formally planned process. Most strategies tend to emerge, as people solve little problems and learn...